सावधान रहे Google se (Agar aap bhi google pr kuch search Google assistant se karte h to ye news aapke liye h.)
Agar aap smart phone par Google Home assistant Ka use Niji Bate Karte Hain.
To Savdhaan Rahane ki jarurat hai Kyunki search
engine Google aapki Sabhi Baatein record Karta Hai
Akhir kar Google ne Sweekar kar liya hai ki wo user ki Niji
bato ko record Karta Hai.
audio clip Ko Sab contactors Ko bhejta Hai.
Iska
Kahana hai ki uses ki recording isliye Sunni Jati Hai taaki voice recognition
Technology ko Behtar Kiya Ja sake.
Google ke iss Dave ke bad user ke Nijta or gopniyta par Sawar Uthe gaye hain.
Pichle Dino Google Assistant ke duch bhasa ke kuch recording Belgium ke public broadcast VRT pr leak hui thi.
usne
apni report m bataya tha ki Google samvedansheel Jankari aur Niji Baton ko bhi
Sunta Hai bahut se person ladai ke bare mein bhi recording se pta chala.
Kya kre :-
Agar aap bhi aapni Privacy ka dhayan rakhana chahte h to,
google pr voice assistant ka use to kre pr limit m rahkr or koi bhi private bate iske sath na kre kyuki ye aapki konsi bato ko record karta h or konsi ko nahi ye to only Google he janta h.
So, Google assistant ka use soch samaj kr kare nahi to aapki konse word leak honge ye koi nahi janta h.
hmse jude rahne ke liye hamare facebook group se jude
0 Comments