Facebook se 50,000,000 user ka data leak record 34,000 Crore ka jurmana


Facebook se 50,000,000 user ka data leak record 34,000 Crore ka jurmana:-


4 lakh Se Jyada Bhartiya Ke Data Leak hue tha.
America Sang Vyapar Aayog Ne 3-2 ke vote se data leak mamle Mein social media Facebook par 34000 crore rupaye jurmane ke roop Mein Manjuri Di Hai .
  company Pr yah jurmana nijta Se Juda niyamo ka ullanghan karne ke liye Lagaya gaya hai.
     Kisi Tech company par ab tak ka sabse bada jurmana hai
iss se pahle 2012 mein Google par 154 crore rupay ka jurmana Lagaya
Tha.
    Facebook ke jurmane par antim Faisla America ka nayay Vibhag Karega.
Money dete he mamla khatam ho jaega.
FTS ne apni Janch jab Shuru ki thi Jab 1.5 year pahle Cambridge
analytica  prakaran surkhiyon Mein Aaya tha.
Britain ki is company par aarop hai ki usne FB par 50,000,000 user se Judi Jankari avaidh Raste Se Hasil ki h.
Isme  5.5 lakh Se Jyada Bhartiya bhi hai.




Zuckerberg ki ho chuki hai paise(पैशी  ):-

21,000 crore ke samjote ka Rakha tha prastav:=
Cambridge analytica case mein Facebook CEO Mark Zukerberg ki America Sansad Mein Paise ho chuki hai Facebook ne apne khilaf Janch  Shuru Hone ke bad hi Kanuni  samjhote ke liye to 34,000 crore se 21,000 crore k Satelment ka prastav Rakha tha.
 FTS Ne Bhi mamle ki janch Khatam karne ke liye inhi sarto  ke tahat company par jurmane Ki rakam tay ki
rajnitik  salahkar company Cambridge analytica ne 2016 Mein Rashtrapati Donald Trump ke Chunav Abhiyan ke liye kaam Shuru kiya tha
 ise mah is shuruaat Hai FB par Germany ki Pradhikarne m bhi internet transparency kanun ke ulangan se 15 crore 83 lakh rupaye ka jurmana Lagaya Tha.

kya aap ye janana chahte h ke aapka data bhi kahbi leak huwa tha to hme comment kr ke jarur btaye hm is pr bhi post likenge agar comment jayada rahe to.

Or adhik jankari ke liye hmare facebook page ko like kre.

Reactions

Post a Comment

0 Comments