WhatsApp par fake news felane Walo Ki Ab kher Nahi.:-
Kyonki Ek Indian scientist ne dawa kiya hai ki WhatsApp par in end to end encryption ko htaye bina bhi fake news felane Walo Ki asli Pehchan ki Ja sakti h.
WhatsApp par fake news felane Walo ke liye bharat sarkar kafi Samay se nakam kosis kar rahi hai lakin hr bar WhatsApp yahi Kehta Hai Ki Uske platform par maujood end to end encryption Ke Chalte msg bhejne Wale Ki asli Pehchan kar pana possible nahi hai.
par ek national security advisory board ke member ne Dawa ki hai ki WhatsApp ki encryption policy ko Hataye Bina Bhi ye pta karna Aasan hai ke koi fake news WhatsApp par Pehli Baar Kisne post Ki Hai.
Bta de kese WhatsApp bta raha hai ki user ki privacy Ka Dhyan rakhte Hue Humare Apne platform par Jo end-to-end encryption Lagu Kiya Hai Uske Chalte Hamein bhi pata nahi chalta ki koi msg Pehli Baar Kisne Bheja Hai
news agency INS ke mutabik WhatsApp ke iss dave ko Khariz Kiya Hai IIT Madras ke professor aur NSAB ke member v kamkoti ne
new delhi m international mamlo se jude Ek program me 5g pr व्याख्यान ke dauranv kamkoti ne dava kiya hai ki whatsapp pr mojud end to end encryption ko htaye bina bhi hm koi msg bhejne wale first user ke pahachan kr sakte h
or Yeh Baat main sabit kar sakta Hu
v kamkoti ne bataya ki WhatsApp par Jab Koi message send kiya Jata Hai,To Message ke sath sath usse bhejne wali Ki Pehchan bhi reciver ke pass pahuch Jati Hai
aur sirf message receive Karne Wale Ko he sender ke pahchan ka Pata Chalti Hai ise Tarah iss message ko Aage forward Karta Hai To Message ke sath uski Pehchan bhi aage users ko pahunch jati Hai
ise process Ka istemal Kar Ke jach agenciya Kisi fack viral news ke pahle sender ko pta kr sakti hai aur Aisa karne ke liye unhe WhatsApp k encryption & privacy ko todne ki jarurat bhi nahi padegi kamakoti ne ye bhi kaha ki Humne Jankari WhatsApp ko De di Hai to ab dekhne wali baat ye hai ki professor kamakoti dwara Bataye Gaye isne tarike se WhatsApp par fake news karane Walon par nakel ks pati hai ya nahi

0 Comments